Friday, 28 September 2012

Pyar ko log – Mohobbat kehte hain

Hindi Love SMS 


Pyar ko log – Mohobbat kehte hain,
Kuch log isse bandagi kehte hain,
Magar jiss pe hum marte hain usse hum zindagi kehte hain…


Jab bhi hogi pehli baarish

Romantic Hindi SMS 

Jab bhi hogi pehli baarish
tumko samne payenge
woh bundo se bhara chehra
tumhara hum kaise dekh payenge…


Pyar Ka Tohfa Hr Kisiko Nhi Milta

Sad Hindi SMS 

Pyar Ka Tohfa Hr Kisiko Nhi Milta
Ye Wo Phul H Jo Hr Bhaag Me Nhi Khilta
Is Phul Ko Kabi Tutne Mat Dena
Qki Tuta Hua Phul Wapas Nhi Khilta…


Kabhi aana hamare sath

 Hindi Love SMS 

Kabhi aana hamare sath,
ek sapno ki duniya,apko batayenge,
rehna chahoge aap bhi jaha,
aisi woh duniya hum dikhayenge..

Jab Pyar Ke Ehsas Ko Samajh Jaoge

Dard Shayari SMS 

Jab Pyar Ke Ehsas Ko Samajh Jaoge
Har Taraf Mera Hi Naam Paoge..
Meri Muhobbat Uss Waqt Degi Awaaz
Jab Tum Bheed Me Khud Ko Akela Paoge..!

Ishq ne hame benaam kar diya

Ishq  

Ishq ne hame benaam kar diya,
har khushi se hame anjaan kar diya,
hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…


Khushi ke aansu rukne na dena

Sweet Hindi SMS 

Khushi ke aansu rukne na dena,
gam ke aansu bahne na dena,
yeh zindagi na jane kab ruk jayegi,
magar ye pyari si relationsip kabhi tutne na dena…