Showing posts with label Intezaar-Shayari. Show all posts
Showing posts with label Intezaar-Shayari. Show all posts

Wednesday, 22 August 2012

Intezaar ka jo Meetha Dard diya hai apne



Intezaar ka jo Meetha Dard diya hai apne
Mujh par bara Ehsaan kiya hai apne

Ab yeh HICHKIYAN bhi to nahi aati.
Jo soch lu ki Yaad kiya hai Apny ....

Tuesday, 21 August 2012

Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Marte Hain


Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Marte Hain
Wo Aaye Na Aaye Hum Intezaar Karte Hain
Jutha Hi Sahi Mere Yaar Ka Vaada
Hum Sach Maankar Aitbar Karte Hain…

Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai


Usne Kaha Ab Kiska Intezaar Hai
Maine Kaha Ab Bhi Mohabbat Baaki Hai,
Usne Kaha Tu Toh Kab Ka Guzar Chuka Hai ‘Masroor’,
Maine Kaha Ab Bhi Mera Hausla Baaki Hai…

Zindgi Haseen Hai Zindgi Se Pyar Karo


Zindgi Haseen Hai Zindgi Se Pyar Karo
Hai Andhera To Kya,
Ujale Ka Intezar Karo,
Wo Pal Bhi Ayega Jiska Intzar Hai Apko,
Rab Par Bhrosa Or Waqt Par Aitbar Karo…