Showing posts with label Sad-Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sad-Shayari. Show all posts

Monday, 12 November 2012

Mehfil main kuch to sunana padta hai

Sad Hindi SMS


Mehfil main kuch to sunana padta hai,
Gham chupakar muskurana padta hai,
kabhi unke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hai…


Friday, 28 September 2012

Pyar Ka Tohfa Hr Kisiko Nhi Milta

Sad Hindi SMS 

Pyar Ka Tohfa Hr Kisiko Nhi Milta
Ye Wo Phul H Jo Hr Bhaag Me Nhi Khilta
Is Phul Ko Kabi Tutne Mat Dena
Qki Tuta Hua Phul Wapas Nhi Khilta…


Thursday, 13 September 2012

Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko

Sad Hindi SMS


Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko,
To yu humein ruswa na kiya hota,
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,
Bas ek baar hume samjh liya hota…


Sunday, 9 September 2012

Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko

Sad Love SMS


Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko ,,
To yu humein ruswa na kiya hota ,,
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,,
Bas ek baar hume samjh liya hota…


Monday, 3 September 2012

Yaado main kabhi aap bhi khoye hoge

Sad Hindi SMS


Yaado main kabhi aap bhi khoye hoge
khuli aankho se kabhi aap bhi soye hoge
maana hasna hai aadat gum chupaane ki
par haste haste kabhi aap bhi roye hoge…


Saturday, 25 August 2012

yaad na kar tu woh haseen pal zindagi ke


yaad na kar tu woh haseen pal zindagi key,

tujhko aur bhi woh rulatey hain

lakh chahey tu rok le ashqoon ko ,phir bhi yunhi nikal aatey hain

sachi mohabbat karne valoon ka hota hai yahi hal har baar

kashti mein sawaar sab hote hai bas wohi akele kinaroon pe teher jate hain

Na rokey aaj hamey koi dard mein doob jane de


Na rokey aaj hamey koi dard mein doob jane de 
jitney bhi ansoo kaid hai aaj unko bahane de

suna hai humney pani ki dhaar se patthar bhi katjate hain
dekhenge haal pe mere kya sang dil bhi pigal jatey hain


arey teez bijli ki dhaar bhi na unhey kaat saki
ansoo toh unkay saamney yuhi bekaar mein behjatey hain

pyaar ki ulfat unko kya maloom hai
jinkey jasbaat daulat ke samney bik jaatey hain

Wednesday, 22 August 2012

Dil Bana Ne Wale Ne Dil Kaanch Ka Banaya Hota,



Dil Bana Ne Wale Ne Dil Kaanch Ka Banaya Hota, 

Todne Wale Ke Haath Pe Zakham To Aaya Hota, 

Jab Bhi Dekhti Apne Haatho Ko Wo,

To Unhe Humara Khayal To Aya Hota…

Unhone Apna Kabhi Bnaya Hi Nhi



Unhone Apna Kabhi Bnaya Hi Nhi,
Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nhi.
Galtiyan Apni Hum Maan B Jaate,
Par Kya Kare Kasoor Hmara Hume Btaya Hi Nhi.

Hazaro Jhopdiya Jalkar Rakh Hoti Hai,
Tab Jakar Kahi 1 Mahal Banta Hai.
Aashiqo Ke Marne Pe Kfan Bhi Nhi Milta,
Or Hasinao Ke Marne Pe Tajmahal Bnta Hai.

Zindagi Mein Aise Mauke Aate Hain,
Kuchh Lamhe Hasate Hain Kuchh Rulate Hain.
Kisi Bahane Hamein Yaad Karte Rehna,
Warna Aajkal Log Naam Tak Bhool Jate Hain.

Dil Mai Hai Jo Dard Wo Dard Kisse Bataein,
Haste Hue Ye Zakhm Kise Dikhayen,
Kehti Hai Ye Duniya Hume Khush Naseeb,
Magar Is Naseeb Ki Dastaan Kise Batein…..

Tuesday, 21 August 2012

Socha tha jab milenge raah chalte kabhi


Yaad Shayari
Socha tha jab milenge raah chalte kabhi,
dil ki baaten juban par na aane denge,
hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye,
khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai…



Saare Shikwe Janab Tere Hai


Tanhaai Shayari
Saare Shikwe Janab Tere Hai,
Dil Pe Saare Azaab Tere Hai,
Tum Yaad Aao To Nind Nahi Aati,
Nind Aaye To Saare Khwab Tere Hai…




Monday, 20 August 2012

Naadan Hai Mujhe Patthar Dil Bataane Waale




Naadan Hai Mujhe Patthar Dil Bataane Waale
Shaayad Bhul Gaye Hain Ek Baat Ye Zamaane Waale
Patthar Ki Keemat Un Haathon Se Pucho…
Taraash Ke Tajmahal Bana Gye Jo Banaane Waale

Woh aate to hai par samay se nahi


Sher Shayari
Woh aate to hai par samay se nahi,
Woh chalte to par man se nahi,
Kaun kehta hai kee woh payar nahi karte,
Karte to hai par hum sey nahi…




Aaj halji halki baarish hai


Shayari on Rain In Hindi
Aaj halji halki baarish hai,
Aaj sard hawa ka raqs bhi hai,
Aaj phoos bhi nikhre nikhre hain,
Aaj un main tumhara aks bhi hai…




Har phool ki ajab kahani hai


SMS in Hindi
Har phool ki ajab kahani hai,
Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,
Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke paas hai…




Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.


Dosti Shayari
Karni mujhe khuda se kuch fariyad baki hai.
Hame unse kehni kuch baat baki hai.
Maut aayegi to keh denge zara ruk,
Abhi mere dost se ek mulakat baki hai…




Shayari on Dard


Romantic Shayari
Gham nahi wahan jahan ho fasana aapka
Khushi bhi dhundhti hai har pal fasana aapka,
Aap udaas na hona kabhi zindagi mai,
Bohot achha lagta hai hame muskurana aapka…!

Love Shayari English
Nigahen aapki pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…

Shayari on Dard
Dard ko na dekhiye dard se
Dard ko bhi dard hota hai
Dard ko bhi zaroorat hai pyar ki
Aakhir pyar mein dard hee toh hamdard hota hai..

Bewafa Shayari


Bewafa Shayari
Suna Hai Pyaar Ke Kissey Ajib Hote Hain,
Khushi Ke Badle Gam Naseeb Hote Hain,
Mere Dost Mohabbat Na Karna Kabhi,
Pyaar Karnewale Bade Badnaseeb Hote Hai…



Shayari about Life in English
Sagar mei gehraayi hoti hai,
Yaadon mei tanhayi hoti hai,
Is busy life mei kaun kisko yaad karta hai,
Aur agar karta hai to uski yaado mei sachhayi hoti hai…





Bewafa Shayari
Teri yaadon ke chiragon ko jalaya har shaam,
Teri baato ko seene Se lagaya har shaam,
Maangi khuda se teri khushi ki duayein,
Tanha baith ke haatho ko uthaaya har shaam..





Tanhai Shayari in Hindi

Sad Shayari

Meri Tanhai ka mujhe gila nahi,
kya hua jab koi mujhe mila nahi.
phir bhi dua karenge aapke vaaste,
aap ko wo sab mile, jo mujhe mila nahi…


 Love Shayari
Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai…





 Love Shayari SMS
Tere husne ke hum diwane ho gaye
Tuhje apna banate banate hum khud se begane ho gaye
Na chod na mujhe tu aaye zalim
Tere kareeb aakar hum duniya se dur hogaye…


 Sher Shayari
Dard jitna hai meri nigahon me,
na de khuda kisiki raho me,
bitana chahte they zindagi jinki bahon me
Shayad maut bhi na mil payegi unki panaho me…