Monday 12 November 2012

Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kadar Ho

Hindi Love SMS


Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kadar Ho
Ki Meri Kabar Pe Bana Unka Ghar Ho
Vo Jab Jab Soye Zameen Par
Mere Seene Se Laga Unka Sar Ho…


Teri yaad ne hame jeene na diya

Sharabi Shayari SMS


Teri yaad ne hame jeene na diya,
Chain se humko ab marne na diya,
Hum peete hai teri yaad me zalim,
Par iss duniya ne hame peene na diya …


Mehfil main kuch to sunana padta hai

Sad Hindi SMS


Mehfil main kuch to sunana padta hai,
Gham chupakar muskurana padta hai,
kabhi unke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hai…


Sunday 21 October 2012

Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota

SMS Shayari


Har Sapna Khushi Pane Se Pura Nahi Hota,
Koi Kisi K Bina Adhora Nahi Hota.
Jo Chand Roshan Karta Hai Rat Bhar Sab Ko,
Har Raat Woh Bhi To Poora Nahi Hota…..!


Nikalta chand sabko pasand aata hai

Shayari on Moon


Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…


Dosti se aaj pyaar sharmaya hai

Pyar aur Dosti


Dosti se aaj pyaar sharmaya hai
Teri dosti ne humein jina sikhaya hai
Kya maange khuda se hum
Woh to khud aaj mere dar par
Teri dosti maangne aaya hai….


Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo

Sher Shayari

Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo,
Hai rat to subah ka intzar karo,
Wo pal b ayega jiska intzar hai aap ko,
Rab pr bhrosa or waqt pe aitbar rakho…!